Title: Phir Se Ud Chala
Movie: Rockstar
Vocals Mohit Chauhan
Music: A. R. Rahman
Lyricist: Irshad Kamil
Movie: Rockstar
Vocals Mohit Chauhan
Music: A. R. Rahman
Lyricist: Irshad Kamil
Oo .. ho ho ..
Phir se ud chala
Ud ke choda hai jahaan neech mein tumhare ab hoon hawale
Door door log baag meelon door yeh vaadiyan
Ghar, dhuaan dhuaan tan har badli chali aati hai choone
Aur koi badli kabhi kahi kar de tan geela yeh hai bina ho
Kisi manzar par main ruka nahin
Kabhi khud se bhi mein mila nahin
Yeh gila toh hai main khafa nahin
Shehar ek se, gaon ek se
Log ek se, naam ek oo ..
Phir se ud chala main
Pitti jaise sapne yeh kitaabi palkon se jhaado phir aa jaate hain
Itne saare sapne kya kahoon
Kis tarah se maine tode hain chode hain, kyun
Phir saath chale, mujhe le ke ude yeh kyun oo ..
Kabhi daal daal, kabhi paat paat
Mere saath saath, phir dar dar yeh
Kabhi sehera, kabhi saavan
Banu raavan kyun mann manke
Kabhi daal daal, kabhi paat paat
Kabhi din hai raat, kabhi dinmin hai
Kya sach hai, kya maya, hai daata, hai daata
Idhar uudhar, titar bitar
Kya hai pata, hawa liye jaye teri ore
Kheenche teri yaaden teri yaaden teri ore
Rang birange vehmon mein, main udaas kyun

Hiç yorum yok:
Yorum Gönder